Tuesday, August 24, 2010

25 Aug 2010

Jis ne Allah ki rah mein ik din ka Roza rakha us k chehray ko Allah Jahanum se 70 saal ki musafat door kar day ga. (Sahih Bukhari, Jild 2, Page 265, Hadees # 2840)

Monday, August 23, 2010

23 Aug 2010

Kiya Aap Jantay Hain??
Jab Tak Sadqa.e.Fitar Ada na kiya jae to musalman ka roza Zameen.o.Aasman k darmiyan Moallaq rahta Hai. (Book Kanz.ul.Ummal>8/253)

Saturday, August 21, 2010

22 Aug 2010

Har Shai ke liye Zakat hai aur jism ki Zakat Roaza Aur Roza Aadha Sabar Hai. (Sunan e ibn e Maja, Jild 2, Hadees 1745)

Friday, August 20, 2010

21 Aug 2010

Tum Say Ager Koi Larai Karay, Gali Day to tum us se kehdo k mein rozay se hon. (Attergeeb Watterheeb, Jild 1, Page 87, Hadees 1)

20 Aug 2010

Qayamat K Din Rozadar ke liey aik sonay ka Dastarkhawan rakha jaey ga halanake log (Hisab kitab k) Muntazir Hon Ge. (Kanzul umaal, Jild 8, Hadees 23640)

Kasrat se Durood pak parhna tumhari Fiqron ko door karne k liye kafi hai or tumhare Gunahon k liye kafara hai. (Tirmizi, Jild 4, Page 207)

2 Chehre

Insan Zindagi Bhar Wo 2 Chehre Nahi Bhol Pata. Wo Jo Mushkil Tareen Halat Mein Sath De Or Wo Jo Aise Halat Mein Sath Chor Jaye. (Imaam Hussain Radi Allahu Anhu)

Jhoot

Allah K Nazdek Sab Say Ziada Gunah Gar Chez Jhoot Bolnay Wali Zuban Hai. (Hazrat Ali Radi Allahu Anhu, Nuzhat ul Majalis, Page 510)